30 June 2009

Parrot in jail

Ek admi ki car say parrot takra kay behosh hogaya.
Admi parrot ko ghar le gaya pinjre main rakha aur khana diya.
Parrot hosh say jaga aur bola "aila jail ??
Car ka driver mar gaya kiya ???"

No comments:

Post a Comment